🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺 حَدَّثَنَا الرَّبِيعُ بْنُ سُلَيْمَانَ الْمُؤَذِّنُ، حَدَّثَنَا ابْنُ وَهْبٍ، عَنْ سُلَيْمَانَ يَعْنِي ابْنَ بِلَالٍ، عَنْ كَثِيرِ بْنِ زَيْدٍ، عَنْ الْوَلِيدِ بْنِ رَبَاحٍ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنْ رَسُولِ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، قَالَ: الْمُؤْمِنُ مِرْآةُ الْمُؤْمِنِ وَالْمُؤْمِنُ أَخُو الْمُؤْمِنِ يَكُفُّ عَلَيْهِ ضَيْعَتَهُ وَيَحُوطُهُ مِنْ وَرَائِهِ .
🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: मोमिन मोमिन का आईना है, और मोमिन मोमिन का भाई है, वो उसकी जायदाद की निगरानी करता और उसकी ग़ैरमौजूदगी में उसकी हिफ़ाज़त करता है।
🌺 Rasool Allah ﷺ ne farmaya: momin momin ka aaina hai, aur momin momin ka bhai hai, woh uski jaedaad ki nigrani karta aur uski ghair maujoodgi mein uski hifazat karta hai.
🌺 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مومن مومن کا آئینہ ہے، اور مومن مومن کا بھائی ہے، وہ اس کی جائیداد کی نگرانی کرتا اور اس کی غیر موجودگی میں اس کی حفاظت کرتا ہے ۔
🌺Allah's Messenger ﷺ said: “The believer is the believer's mirror, and the believer is the believer's brother who guards him against loss and protects him when he is absent.”
📜 wazahat: shakhs jab aaine ke samne khada hota hai apne chehre par koi gandagi dekhta hai to woh qata gawara nahi karta, woh apne chehre ki khoobsurti baqi rakhne ke liye balke woh use foran saaf karta hai ek momin ko bhi chahiye ke jab woh kisi momin ke andar koi kami dekhe to isse apna aaina samajte hue uski kami ko apni kami samjhe aur use saaf karne ki fauran koshish kare, aaina ke samne ek faqeer khada ho ya badshah e waqt, woh kisi se nahi darta aur be khauf aur khatar haqeeqat ka izhaar karta hai, ek momin ko bhi dusre momin ko bhi isi aaina ki tarah be baak hona chahiye.
📚 Sunan Abi Dawud: jild 4, kitab Al adab 43, hadith no. 4918
Grade Hasan

No comments:
Post a Comment