BIDAR RICH FEEL
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
loading...
Sunday, May 3, 2020
Rasool Allah
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃
🌺 حَدَّثَنَا عَمْرُو بْنُ رَافِعٍ، حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، عَنْ أُسَامَةَ بْنِ زَيْدٍ، عَنْ سَعِيدٍ الْمَقْبُرِيِّ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: رُبَّ صَائِمٍ لَيْسَ لَهُ مِنْ صِيَامِهِ إِلَّا الْجُوعُ، وَرُبَّ قَائِمٍ لَيْسَ لَهُ مِنْ قِيَامِهِ إِلَّا السَّهَرُ.
🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: बहुत से रोज़ा रखने वाले ऐसे हैं कि उनको अपने रोज़े से भूक के सिवा कुछ नहीं हासिल होता, और बहुत से रात में क़ियाम ( नमाज़ ) करने वाले ऐसे हैं कि उनको अपने क़ियाम से जागने के सिवा कुछ भी हासिल नहीं होता।
🌺 Rasool Allah ﷺ ne farmaya: bohat se roza rakhne wale aise hain ke unko apne roze se bhook ke siwa kuch nahi haasil hota, aur bohat se raat mein qiyam ( namaz ) karne wale aise hain ke unko apne qiyam se jaagne ke siwa kuch bhi haasil nahi hota.
🌺 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: بہت سے روزہ رکھنے والے ایسے ہیں کہ ان کو اپنے روزے سے بھوک کے سوا کچھ نہیں حاصل ہوتا، اور بہت سے رات میں قیام کرنے والے ایسے ہیں کہ ان کو اپنے قیام سے جاگنے کے سوا کچھ بھی حاصل نہیں ہوتا۔
🌺The Prophet ﷺ said, “There are people who fast and get nothing from their fast except hunger, and there are those who pray and get nothing from their prayer but a sleepless night.”
📜 wazahat: yani unko roza aur ibadat ka noor haasil nahi hota, aur naa us mein lazzat aur barket hoti hai balkay roza aur namaz un par ek bojh aur takleef hai, din mein bhooka rehna aur raat ko jagna bas usi ko woh kaafi samajte hain halan ke ye un ki ghalti hai, agar aadaab aur Shart ke mutabiq ibadat kare to woh qubool hogi aur us se noor aur lazzat ki Nemat bhi haasil hogi, aur us waqt unko maloom ho jayega ke roza aur namaz ka maqsad sirf bhooka rehna aur jagna nahi hai, afsos hai ke hamare zamane mein aise log bohat ho gaye hain jo roza aur namaz ko zahiri tor se ada kar lete hain, aur Khuzu aur Khushu mutalliq haasil nahi karte, agarche awaam ke liye ye bhi kaafi hai, aur ummeed hai ke Allah apni meharbani se qubool kar le.
📚 Sunan ibne majah: jild-1, Kitab As Siyam 7, hadith no. 1690
Grade Hasan
Newer Posts
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)
rich feel
bidarrichfeelsayeed.blogspot.com
Men's Sports Shoe (Code: C1122402) at Rs 0. Checkout - https://www.myownshop.in/Shop4591438/men-s-sports-shoe--code--c1122402-/5925935732?9vvvvy
SHOP https://www.myownshop.in/Shop4591438 https://www.myownshop.in/Shop4591438
bidar
Covid-19