loading...

Wednesday, April 22, 2020

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌹حَدَّثَنَا مُسْلِمُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ ، حَدَّثَنَا هِشَامٌ ، حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ أَبِي كَثِيرٍ ، عَنْ أَبِي سَلَمَةَ ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ : لَا يَتَقَدَّمَنَّ أَحَدُكُمْ رَمَضَانَ بِصَوْمِ يَوْمٍ أَوْ يَوْمَيْنِ ، إِلَّا أَنْ يَكُونَ رَجُلٌ كَانَ يَصُومُ صَوْمَهُ فَلْيَصُمْ ذَلِكَ الْيَوْمَ.

🌺नबी करीम ﷺ  ने फ़रमाया: तुम में से कोई शख़्स रमज़ान से पहले ( शाबान की आख़िरी तारीख़ों में ) एक या दो दिन के रोज़े ना रखे अलबत्ता अगर किसी को उनमें रोज़े रखने की आदत हो तो वो उस दिन भी रोज़ा रख ले।

🌹Nabi kareem ﷺ ne farmaya: tum mein se koi shakhs ramzan se pehle ( shabaan ki aakhri tarikhon mein ) ek ya do din ke rozay naa rakhay Albatta agar kisi ko un mein rozay rakhnay ki aadat ho to woh us din bhi roza rakh le.

🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے کوئی شخص رمضان سے پہلے  ( شعبان کی آخری تاریخوں میں )  ایک یا دو دن کے روزے نہ رکھے البتہ اگر کسی کو ان میں روزے رکھنے کی عادت ہو تو وہ اس دن بھی روزہ رکھ لے۔

🌹The Prophet ﷺ said: “None of you should fast a day or two before the month of Ramadan unless he has the habit of fasting (Nawafil) (and if his fasting coincides with that day) then he can fast that day.

📜 wazahat: ye hadees shabaan mahine ke (beech ke) baad roza rakhnay ke juwaz par Dalalat karti hai lekin sirf us shakhs ke liye jise roza rakhne ki aadat ho maslan kisi shakhs ki aadat hai ke woh peer aur jumeraat ka roza rakhta hai ya phir ek din roza rakhta aur dusre din nahi rakhta to us ke liye jayez hai. lehaza ye hadees nisf (beech) shabaan ke baad roza rakhnay par Dalalat karti hai lekin sirf us shakhs ke liye jo nisf se pehlay bhi roza rakh raha tha.

📚 Sahih Bukhari: jild 3, kitab sifat As sawm 30, hadith no. 1914

No comments:

rich feel

bidarrichfeelsayeed.blogspot.com