loading...

Sunday, May 3, 2020

Rasool Allah








Friday, May 1, 2020

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺‏‏‏‏ حَدَّثَنِي أَبُو الطَّاهِرِ، وَهَارُونُ بْنُ سَعِيدٍ الْأَيْلِيُّ، قَالَا: أَخْبَرَنَا ابْنُ وَهْبٍ، عَنْ أَبِي صَخْرٍ، أَنَّ عُمَرَ بْنَ إِسْحَاقَ مَوْلَى زَائِدَةَ، حَدَّثَهُ عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ كَانَ يَقُولُ: «الصَّلَوَاتُ الْخَمْسُ، وَالْجُمْعَةُ إِلَى الْجُمْعَةِ، وَرَمَضَانُ إِلَى رَمَضَانَ، مُكَفِّرَاتٌ مَا بَيْنَهُنَّ إِذَا اجْتَنَبَ الْكَبَائِرَ»

🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: जब ( इन्सान ) कबीरा गुनाहों से इजतिनाब कर रहा हो तो पाँच नमाज़ें, एक जुमा से (दूसरे) जुमा तक और एक रमज़ान से दूसरे रमज़ान तक, दरमियान के अर्से में होने वाले गुनाहों को मिटाने का सबब हैं।

🌺 Rasool Allah ﷺ ne farmaya: jab (insaan) kabirah gunaho se ijtenaab kar raha ho to panch namaze, ek jume se (dusre) jume tak aur ek ramazan se dusre ramazan tak, darmiyan ke arsay mein hone wale gunaho ko mitane ka sabab hain.

🌺 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب ( انسان ) کبیرہ گناہوں سے اجتناب کر رہا ہو تو پانچ نمازیں ، ایک جمعہ ( دوسرے ) جمعہ تک اور ایک رمضان دوسرے رمضان تک ، درمیان کے عرصے میں ہونے والے گناہوں کو مٹانے کا سبب ہیں ۔

🌺 The Messenger of Allah ﷺ said: The five (daily) prayers and from one Friday prayer to the (next) Friday prayer, and from Ramadan to Ramadan are expiations for the (sins) committed in between (their intervals) provided one shuns the major sins.

📜 wazahat: Iss se muraad saghira gunah hai jiska talluk huquq ALLAH se hai.

📚 Sahih Muslim: jild 1, Kitab Al-Taharah 2, hadith no. 552

Thursday, April 30, 2020

Covid-19+bidar

Posting



🌺‏‏‏‏ حَدَّثَنَا آدَمُ بْنُ أَبِي إِيَاسٍ، حَدَّثَنَا شُعْبَةُ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ صُهَيْبٍ، قَالَ: سَمِعْتُ أَنَسَ بْنَ مَالِكٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، قَالَ: قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:    تَسَحَّرُوا فَإِنَّ فِي السَّحُورِ بَرَكَةً.

🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: सहरी खाओ के सहरी में बरकत होती है।

🌺 Rasool Allah ﷺ ne farmaya: sehri khao ke sehri mein barkat hoti hai.

🌺 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: سحری کھاؤ کہ سحری میں برکت ہوتی ہے۔ 

🌺The Prophet ﷺ said, Take Suhur as there is a blessing in it.

📜 wazahat: sehri se morad woh khana hota hai jo insaan raat ke aakhri hisse mein khata hai, aur usse sehri isliye kaha gaya hai ke raat ke aakhri hisse ko "sehar" kehte hain aur ye khana usi waqt mein khaya jata hai. Ek rewayat mein aap ﷺ ne farmaya: sehri karna hamare aur ahle kitaab ( yahood/nasrani ) ke rozay ke darmiyan fark hai [📗Muslim: 1096]. Ek dusri rewayat mein ata hai be shak Allah taala sehri karne walon par rehmat farmata hai aur us ke farishte unke liye rehmat ki dua karte hain [📗Ahmed: 11086].
Inn ahadees mein sehri se morad woh khana hai jo rozay daar us waqt mein khata hai, kyun ke sehri khane se roze daar ko roza rakhne mein madad milti hai aur sara din aasani se guzar jata hai, nez sehri karna hamare aur ahle kitaab ke rozon mein fark ka baais hai.

📚 Bukhari sharif: jild-3, Kitab As Sawm 30, hadith no. 1923

rich feel

bidarrichfeelsayeed.blogspot.com